WAP Groups
Download Free Apps & Games @ PHONEKY.com

UrDu-AdAb - Topics
Create Your Own App Store

* UrDu-AdAb > Topics


Subject: : : Islamic Sharing : :
Replies: 500 Views: 25167
1-> 7->>

aftab_kn 15.11.11 - 06:01am
M8RsnSJ5dtB54WlnC3NM.gif

Spread these beautiful advices of Islam everywhere ..

92PqKIf73WKIG1WN4HYT.jpg *

aftab_kn 15.11.11 - 06:02am
1.Allah dekar b aazmata he aur
le kar b.
2.Gunaah me lazzat zaroor he
magar sukoon nahi.
3.Baat alfaaz ki nahi lehaje ki
hoti he.
4.Kisi ke bare me bura mat
socho, ho sakta he k wo ALLAH
ki nazar me tumse behtar ho.
5.Insaan bimari k dar se khana
to chod deta he, magar
akhirat k da*se gunah karna
nahi ..
6.Insaan nek baat sun to leta
he magar aage pahochana
zaroori nahi samjta ? .. *

aftab_kn 15.11.11 - 06:23am
4 CHIZO KI HIFAZAT KIYA
KARO..

1) Namaz me DIL ki,

2) Tanhai me NAFS ki
,
3) Mehfil me ZUBAN ki
,
4) Raaste me NIGAH ki.. *

aftab_kn 15.11.11 - 06:24am
6 Baten 6 Baten ko khatam kar
deti he..

1, sorry ~ galti ko

2, dukh ~ zindagi ko

3, gussa ~ rishte ko

4, khushi ~ dukh ko

5, sath ~ gam ko

6, dhokha ~ rishteko.. *

aftab_kn 15.11.11 - 06:26am
Duniya : K liye itni mehnat kar
jitna tuje yahaan rehna hai..

Aakhirat : K liye itni mehnat
kar jitna tuje wahaan rehna
H ..

Gunaah : Itna kar jitna tujme
Aazab sehne ki taaqat hai ..

Shirf : Uss jaat se maang jo kisi
ka Mohtaaz nahi hai ..

Jab : Tu gunaah kare to aisi
jagah ja jahaan tujeh Allah na
dekhien .. *

aftab_kn 15.11.11 - 06:27am
Namaj chhod ne par Nuksan
kya hai ? ...


Fazar ki Namaj:
Chhod ne se Chehre ki Ronak
Khtm ho jati hai ..

Zohar ki Namaj: Chhod ne se Rizq mai Barqat
Khtm ho jati hai ..

Asar ki Namaj:
Chhod ne se Tandurusti Khtm
ho jati
hai ..

Magrib ki Namaj: Chhod ne se Aoulaad
naafarman
ho jati
hai ..

Isha ki Namaj:
Chhod ne se Nind ki Raahat
Khtm ho jati
hai .. *

01awan01 15.11.11 - 09:48am
MASHA ALLAH
ALLAH u ko ajar de kamal ki sharng hen

Aadmi k jhota honey k liye yehi kafi hai k wo (baghair tehqeeq k) jo us ne suna hai,use agey biyan kr de
SAHI MUSLIM *

aftab_kn 17.11.11 - 03:31am
Hzrat Zabir bin Samur r.d. frmate hai ki Nabi - e - karim
s.a.w. jab FAZR ki NAMAZ se farig hote, to CHAR jaanu BETH jate, yahaan tak ki SURAJ achchhi tarah nikal aata..
( abu daud ).. *

aftab_kn 17.11.11 - 03:46am
Sur - e - Ahzaab ..

Allah ta'ala ka irshad hai :
Iman walon ! Allah ta'ala ko bahut yaad kiya karo aur
Subah - w - Sham uski tasbih
bayan kiya karo.. *

aftab_kn 17.11.11 - 03:47am
Sur - e - Noor..

Allah ta'ala ka irshad hai :
Iman walon ! Tum sab Allah
ta'ala ke samne Tauba karo,
taaki tum bhlaai paao.. *

aftab_kn 17.11.11 - 03:48am
Sur - e - Naml..

Allah ta'ala ka irshad hai : Tum
Allah ta'ala se Ishtagfar kyun
nahin karte, taaki tum par
Raham kiya jaye.. *

aftab_kn 17.11.11 - 03:49am
Sur - e - Tahrim..

Ek jagah irshad hai : Iman
walon ! Tum Allah ta'ala ke
samne Sachche Dil se Tauba
karo ( ki Dil mai us gunah ka
khyal bhi na rahe ).. *

aftab_kn 17.11.11 - 03:50am
Aaj hum Jawano ko
JAHANNAM ka KHOUF nahi ..

1) Jisne Takhno se niche IJAR
latkaai woh JAHANNAM mai
jayega .. ( Bukhari, muslim,
nasaai, abudaud)..

2) Allah ta'ala Qayamat ke din
is Aadmi ki taraf NAZARE rahmat bhi nahin farmayega ..
( Bukhari, muslim, tirmizi,
nasaai, abudaud )..

3) Ek sakhs ne apni IZARON ko
takhne se niche latkaya tha
Allah ta'ala ne usko JAMIN mai dhashaan diya aur Qayamat
tak dhashtaan rahega..
( Bukhari, muslim, nasaai )..

4) Takhne niche IZAR latkane
wale ki NAMAZ kabul nahin
hoti.. ( abu daud )..

5) SHBEBARAAT mai taman
logon ki Magfirat hoti hai
siway chand Aadmiyon ki,
usme se ek Takhno se niche
IZAR latkane wala hai..
(Bayhaqi, kanzul umman )..

6) Baijma - e - ummat Takhne
se niche IZAR latkana manmua
hai.. ( fathulbaari )..

7) Isme AOURTON ki
mushabahat hai Aur AOURTON
ki mushabahat HARAM hai..
( fathulbaari )..

8)) Isme FUZUL KHRCHI hai Aur
FUZUL KHRCHI Haram hai ..
( fathulbaari )..

9) Isme jamin ki NAlagne ka
IMQAAN hai .. ( fathulbaari)..

10) yeh ek aisa GUNAH hai ke
Insan har waqt usko apne sath
lekar Chalta hai .. *

sima77 17.11.11 - 04:32am
Jazakallah thanx 4 sharing bro *

01awan01 17.11.11 - 09:48am
Masha Allah aftab bhai thankx 4 sharng *

aftab_kn 18.11.11 - 05:30am
my frnds dnt thnx dnt zajak hum chahta hu ap sab jo b DIN ka ILM jante ho woh yahaan likhe jisse UMMAT faiz hasil kr sake ok .. Allah hfz nd Jumma mubark all.. *

01awan01 18.11.11 - 02:06pm
Aftab bhai u ki sharng k samne thankx ek bht chota lafz hai men thankx islie khta hn k me ko sharng bht achi lgi n i want more

Insha Allah men b bht kch share krun ga *

aftab_kn 20.11.11 - 10:06am
syor awan isi liye to apna har jagah ek hi TOPIC rehta h ISLAMIC SHARING zajakAllah awan nd all hug.GIF.. shake.GIF..hug.GIF..allcya.GIF.. .. .. *

aftab_kn 20.11.11 - 10:08am
Hzrat Anas bin Maalik r.d. se riwayat hai ki Rasulullah s.a.w. ne irshad frmaya : jab JANNAT ke BAAGON par gujro to khub charo ! sahaba r.d. ne arz kiya : ya Rasulullah s.a.w. ! JANNAT ke BAAG kya hai ? irshad frmaya : ZIKR ke halke..(tirmizi).. *

aftab_kn 20.11.11 - 10:10am
..Hzrat ibne Abbas r.d. riwayat karte hai ki Rasulullah s.a.w. ne frmaya : sabse pehle JANNAT ki taraf bulaea jane wale w log honge jo KHUSHHAALI aur TANGDASTI ( dono halaton mai )
Allah ta'ala ki tarif karte hai..
( Mustdrak haakim ).. *

aftab_kn 20.11.11 - 10:11am
Hzrat Anas bin Maalik r.d. se riwayat hai ki Nabi karim s.a.w. ne irshad frmaya : jo sakhs Allah ta'ala ka ZIKR kare aur Allah ta'ala ke KHOAUF se uski AANKHON se kuch AANSU jamin par gir pade to QIYAMAT ke din Allah ta'ala use AJAAB nahi denge..( Mustdrak haakim ).. *

01awan01 20.11.11 - 11:57am
JAZAK ALLAH aftab Bhai *

aftab_kn 21.11.11 - 03:56am
JAAGO musalmano JAAGO ..

Jab hamara IMAAN
Hume Ghar Se
MASJID tak nahi
Le ja raha,

To SOCHO
Hamare AAMAAL
Kabr se JANNAT tak
Kaise le jayenge ? *

aftab_kn 22.11.11 - 06:37pm
7 Chizo me shifa he..

1.Namaz me.
2.Alhamdu me.
3.Madina ki mitti me.
4.Zamzam me.
5.Shahd me.
6.Sadke me.
7.Maa Baap ki Dua me.. *

13_fazal 23.11.11 - 05:52am
Abdullah ibne - Amr Radiyallahu anhuma narrates : I saw Nabi s.a.w. counting the praise of Allah on his hands
( fingers )..( Tirmidhi).. *

13_fazal 23.11.11 - 05:53am
Anas R.A. narrates that Nabi s.a.w. said : All the Children of Adam are sinful, but the best of the sinners are those who turn to Allah with repentance.
( Tirmidhi ).. *

13_fazal 23.11.11 - 05:54am
Abdullah ibne - Mas'ud R.A. narrates that Nabi s.a.w. said : He who errs an error or commits a sin, and then regrets, his regret is an atonement of his sin.
( Baihaqi ).. *

13_fazal 23.11.11 - 05:57am
Zubair R.A. narrates that Rasulullah s.a.w. said : Anyone who likes that his book of deeds brings him happiness, he should seek forgiveness abundantly. ( Tabarani, majma- uz - Zawaid ).. *

13_fazal 23.11.11 - 05:57am
.Abdullah ibne - Busr R.A. narrates that Nabi s.a.w. said : Blessed is he who finds a great amount of seeking of forgiveness in his book of deeds.( Ibne - Majah ).. *

01awan01 23.11.11 - 06:05am
Masha Allah fazal bhai thankx 4 sharng *

sima77 23.11.11 - 10:10am
Jazak Allah . Thnx 4 sharng *

aftab_kn 23.11.11 - 10:43am
ay Allah 13 hi fazal .. ZajakAllah O fazal nyc sharing bro.. *

01awan01 25.11.11 - 07:13pm
Ta'ajub hai us per jo dunya ko FANI janta hai, aur Taqdeer ko pehchanta hai aur phir Jany wali cheez ka gham karta hai..

Ta'ajub hai us per jo jaza, saza, Dozakh, Bahisht ko Bar-haq manta hai aur phir gunnah karta hai.

Ta'ajub hai us per jo ALLaaH ko Haq janta hai aur phir gairun ka zikr karta hai aur un pe bharoosa karta hai. *

01awan01 30.11.11 - 04:10am
zV0Db5VCXQ.jpg *

01awan01 30.11.11 - 04:52am
..D87C66dK2TXEVn1Bh59P.jpg *

01awan01 30.11.11 - 04:53am
sXNESD0wSDYlPU4E2Ti5.jpg *

01awan01 30.11.11 - 04:53am
..wq79BbsImMLHFjLXXTV4.jpg *

01awan01 30.11.11 - 04:54am
P99iGPcLDWG0qN01FRAj.jpg *

01awan01 30.11.11 - 04:55am
..gaEjMBVzeenfGQNnXHFC.jpg *

13_fazal 30.11.11 - 06:06am
: : : : IKRAM - ul - MUSLIM : : : :
: : The DIGNITY of a MUSLIM : :

Allah says : Then we gave the book ( the Qur'an ) as inheritance to those of our servants whome we have chosen.. ( fatir : 32 ).. *

aftab_kn 30.11.11 - 06:45am
hug.GIF zajakAllah hug.GIF Allah K fazal i mean 13_fzl.. *

aftab_kn 30.11.11 - 09:36am
Rafi ibne - Khudij R.A. narrates that Rasulullah s.a.w. said : When Allah ' Azza wa jall loves a slave, He protects him from the traps of the world as anyone of you protects his sick from water.. ( Tabarani, Majma - uz - Zawaid ).. *

aftab_kn 30.11.11 - 09:37am
Hzrat Jabir bin Abdullah riwayat karte hai ki Rasulullah s.a.w. ne irshad frmaya : Musalman Fuqra, Musalman Maaldaron se 40 saal pehle JANNAT mai dakhil honge.. ( Tirmidhi ).. *

aftab_kn 30.11.11 - 09:40am
plz edit R i mean not Timidhi ( Tirmidhi ) plz mod edit R.. *

aftab_kn 30.11.11 - 09:42am
Hzrat abu Darda r.a. frmate hai ki maine Rasulullah s.a.w. ko yah Irshad frmate huve suna : Muje Kamjor mai talash kiya karo, isliye ki Tumhare Kamjoron ki wajah se tumeh ROJI milti hai aur Tumhari MADAD hoti hai.. ( Abu Dawud ).. *

13_fazal 30.11.11 - 10:38am
Abu Hurairah R.A. narrates that Rasulullah s.a.w. said : Love the poor and keep your sittings with them. Love Arabs from your heart. And your faults should stop you from criticizing others.. ( Mustadrak Hakim ).. *

01awan01 30.11.11 - 04:41pm
Masha Allah fazal n Aftab bhai or Aftab bhai u ki post edit kr di ti *

13_fazal 1.12.11 - 03:14am
Abu Sa'id Al - Khudri and Abu Hurairah Radiyallahu ' anhuma narrates that Nabi s.a.w. Whenever a Muslim faces fatigue, illness, worry, grief, hurt and sorrow, even gets ed by a thorn, Allah in lieu of his sufferings removes his sins.. ( Bukhari ).. *

13_fazal 1.12.11 - 03:14am
Abu Umamah Al - Bahili R.A. narrates that Nabi s.a.w. said : Any slaves of Allah who implores humbly and earnestly in an illness, Allah grants him recovery in such a way that he is cleansed of all his sins..
( Tabarani, Majma - uz - Zawaid ).. *

13_fazal 1.12.11 - 03:15am
Abu Hurairah R.A. narrates that Rasulullah s.a.w. said : A tree was causing trouble to Muslims. A man came and cut it and due to this entered paradise.. ( Muslim ).. *

13_fazal 1.12.11 - 03:16am
Abu Dharr R.A. narrates that Nabi s.a.w. said to him : Look ! Undoubtedly you are not superior to a fair skinned or a dart skinned person, except that you excel him by Taqwa
( the fear of Allah )..
( Musnad Ahmad ).. *

1-> 7->>


This topic is locked.
* UrDu-AdAb Forum


Search:
topics replies


* UrDu-AdAb

Create Your Own App Store

topTop
groupsGroups
mainProdigits

Custom Search


Create Your Own App Store