Download Free Apps & Games @ PHONEKY.com
Subject: ** 2 Lines Poetry ** P: 5
Replies: 66 Views: 8986
01awan01 29.10.12 - 11:17am
Anaa ki jang me haar uski yakeni thi ...
Gharor falak tha uska Mohabbat meri zameni thi ...!! *
01awan01 31.10.12 - 01:56pm
Itna kaya sochte ho likh do na ...
Lafz ek HIJAR hi to likhna hai ...!! *
01awan01 7.12.12 - 04:18pm
Lipta Hai Mere Dil Se Kisi Raz Ki Surat ...
Wo Shakhs K Jis Ko Mera Hona Bhi Nahi Hai ...!! *
01awan01 7.12.12 - 04:43pm
To samandar hai to pir apni sakhawat b dikha ...
kaya zrori hai k men payas ka daman kholon ...!! *
01awan01 12.01.13 - 06:40pm
Badan se rooh jati hai to bichti hai saf e matam
Magar kirdar mar jae to kiyo matam nhi hota ?? *
01awan01 12.01.13 - 06:41pm
Jis Tarah Khwab Mere Hogae Raiza
Raiza
Iss Tarah Se Na Kabhi Toot K Bikhra Koi ... *
01awan01 12.01.13 - 06:44pm
Ek Shaks Paband kar Gaya Mujhe Lamhon Ki Qaid Me
Aankon Main Apni Yaad K, Pehre Bitha Gaya *
01awan01 12.01.13 - 06:45pm
Ye dil kitna farebi hai muhabbat ki masafat me
Haqeqat chor daita hai fasane sath rakhta hai. *
adnaan69 13.01.13 - 01:25am
hamarey fir imamat k palat kar daur aayenge.
musalla tum bichaogea. namazen hum padhayenge. *
nidaanam 22.01.13 - 12:13pm
Anaa Ki Moj Masti Main Abhi Bhi Baadsha Hain Hum..!Jo Hum Ko Chorh Daita Hai, Hum Usko Torh Daitay Hain..! *
adnaan69 22.01.13 - 07:35pm
na samjhoge to mit jaoge aye pyaarey musalmano,
tumhari daastan tak na hogi daastaano me. ;-( *
nidaanam 23.01.13 - 11:35am
--------------------------------
Shajar tub hi lagana jab zameenoon ko parakh lena...!
Her ik matti ki fitrat mein WAFADARI nahi hoti...!
-------------------------------- *
01awan01 19.04.13 - 03:56pm
Pata Hai Muntazir Rehna Boht Takleef Deta Hai
Bata Kar hi chalay Jaate Agar Jana Zaruri Tha..! *
sameershah 10.04.16 - 07:37pm
kahy gi jhoot wo mujh sy mjy hr pal tmari yad ati h,,
koi h muntazir ktna ye lehjy bol dyty hn *
sameershah 12.04.16 - 10:16am
uski dehleez py sdyoo sy khara hu mai sAm ,,
mjsy milny k jo lmhaat gina krta tha... *
sameershah 5.08.16 - 05:35pm
Wusaat-e-samandar Napny Chly Thy,,,, Hum Khak Hn 0r Asmaan Py Parwaaz Ki Khwahish Dekho... *